WordPress ko use karne
Basic WordPress SEO Practices
Quality content ke alawa kuch SEO setting hai
Aap in Basic WordPress SEO Practices ko
WordPress Permalink
Aapke post ka permalink search engine optimization ke liye basic aur bahut essential hota hai. Bahut sare naye blogger apne post ke default permalink ko change nahi karte hai aur phir baad me iski wajah se apne SEO me peeche rah jate hai.
Apko apne post ke liye aise permalink create karne hai jo meaningful ho aur aapke keyword ko contain karta ho. Niche example diye gaye hai jinki help se aap khud pata kar sakte hai ke kaun sa permalink aapke vistors ko aapke site pe aane aur search engine bot ko aapke site ko index karne me help karega.
- https://billi4you.in/9328497964/ml/665873447.htm
- https://billi4you.in /why-is-
seo -important-for-blogging-and-bloggers.html
Upar diye gaye dono URL ek hi post ke hai lekin dusre URL ko dekh kar aap kah sakte hai ke ye URL SEO ke importance ke bare me hai, jo aapke site pe visitors ko attract karne aur search engine bot ko index karne me help karega. Pahle URL se pata hi nahi chal raha hai ke wo URL kis topic se related hai. Aise URL pe visitors bhi attract nahi hote hai aur search engine crawler ke liye bhi aise article ko crawl karna mushkil hota hai. Niche diye gaye link pe click kar ke aap Permalink ko change karne ke guide ko parh sakte hai.
SEO friendly permalink create karne ke liye aap niche diye gaye link ko follow kar sakte hai.
XML Sitemap
Sitemap aapke site ka ek simple page hota hai jo aapke site ke structure ko display karta hai. Aap Google Webmaster tool ki help se apne site ka XML Sitemap submit kar sakte hai, jiski help se google ko aapke site ke pages ko discover karne me aasani hoti hai.
Webmaster Tools ka use karene ke liye aapko apne site ko Webmaster Tools me verify karna hoga. WordPress me blog sitemap create karne ke liye niche diye gaye link ko follow kare.
Better Anchor Text
Anchor text
- Aapko descriptive anchor text
dena chahye taki wo linked pageke bare mekuch information providekare . - Apko generic anchor text
jaise click here ka usenahi krana chahye . - Page
ke URL ko directly anchor text kitarah usenahi karna chahye . - Concise anchor text ka use
kare , long descriptive text ka usena kare .
In
Use Robots.txt
Robots.txt file search engine ko batata hai
Keyword optimized quality content
Kisi bhi website ke SEO ke liye quality content ek bahut hi important aspect Basic WordPress SEO Practices me se ek hai. Quality content ko SEO ka king kaha jata hai. Iska matlab hai ke aapko sabse zyada apne content ki quality pe dhyan dena chahye. Agar aap sabhi SEO techniques ko use karte hai aur apne content ki quality pe focus nahi karte hai to aapki sari mehnat bekar ki hai. Agar aapki site pe quality content hote hai to aapki site ko aapke visitors pasand karenge aur uspe dobara phir se aayenge. Aise me agar aapke visitors aapke site pe dobara visit karte hai to search engine automatically aapke website ke ranking ko high kar deta hai.
Quality content
Umeed hai ye article aapke liye Basic WordPress SEO Practices ko follow karne me helpful hoga.