Apni website
Best WordPress Backup Plugins List
Sab se pahle aapko ye bata den ke website pe backup plugin ki zaroorat kyu hoti hia. Bahut saare blogger ye mistake karte hai ke wo ye apne blog ka backup nahi lete hai. Agar aap un blogger me se hai jo apne blog ka backup nahi lete hai to aap ek big mistake kar rahe hai.
Agar aap apne blog ka regular backup lete hai to aapko apne site ke security ki tension nahi hogi. Agar aapki site hack ho jati hai aur aapke pass apni site ka backup hota hai to aap apni site ko restore kar sakte hai. Agar aap abtak apne site ka backup nahi lete hai to aapko niche diye gaye WordPress backup me se kisi ko apne site ke backup ke liye use karna shuru kar dena chahye taki aap apni site ko secure rakh sake. Apne wordpress blog ka backup lene ke liye aap niche diye gaye link ko follow kar sakte hai.
1. UpdraftPlus
UpdraftPlus internet pe maujood sabse popular WordPress backup plugins me se ek hai. Is plugin ko 2 millions se bhi zyada website ke liye use kiya ja raha hai.
UpdraftPlus
Is plugin ki help
2. VaultPress (Jetpack backups)
VaultPress ka Foundation Matt Mullenweg
VaultPress ka use karne ke liye aapko Jetpack ke subscription plan ki zaroorat hogi. Aapko is plugin ke bahut sare pricing plan multiple featurs ke sath mil jayenge.
VaultPress plugin ka automated real-time cloud backup solution $3.50 per month
Is plugin ka ek downside ye hai ke agar aap low plan lete hai to backup 30 days ke archive ke liye store kiye jate hai. Agar aap unlimited backup archive chahte hai to aapko $29 per month ki payment karni hogi jo beginners ke liye kafi mahnga ho jayega.
3. BackupBuddy
BackupBuddy sab
Is plugin ko use karne ka sabse bara fayda ye hai ke ye subscription based service hai iskliye aapko monthly based fee pay karne ki zaroorat nahi hogi. Aap apne plan me mention no of sites pe plugin k ause kar sakte hai. Iske
Aap is plugin ka use Duplicate, Migrate aur Restore karne ke liye bhi kar sakte hai.
Umeed hai