Photoshop ke interface ko samajhne ke baad aapko ye sikna hota hai ke Photoshop pe kisi bhi project ko create aur open kaise kare. Is post me hum aapko batayenge how to start photoshop cs6.
How to open and create Document in Photoshop
Create a new document
- Systems bar me jaye
- File ko select kare aur phir New pe tap kare
- Apne document ka naam enter kare
- Preset enter kare ya phir custom dimensions aur color types ko enter kare
To open a document
- Systems bar me jaye
- “File” ke option ko select kare aur “Open” ke option pe tap kare (Mac ke liye Command + O aur windows ke liye Ctrl + O)
- Us File ko dhundhe jise aap open karna chahte hai.