Who can see your blog: By Default aapka Blog Public hota hai aur use web pe koi bhi parh sakta hai. Agar aap apne Blog ki setting ko change karna chahte hai to aap niche diye gaye step ko follow kar sakte hai.
How to change who can see your blog
- Top left corner pe down arrow pe click kare, us blog ko select kare jise aap Update karna chahte hai.
- Top Left menu me Settings pe click kare uske baad Basic pe
- “Permissions” me “Blog Readers” ke option me Edit pe click kare
- Public, Private – Only blog authors, or Private – Only these readers ko select kare
- Save changes pe click kare