Share Blogger content on other sites: Share button dusron ko aapke site ke content ko email aur social media site pe share karne me help karta hai. To agar aap bhi apne Blogger site pe share button ko add karna chahte hai to is guide ko follow kare.
How to Share Blogger content on other sites
- Top left corner pe down arrow pe click kare, us Blog ko select kare jise aap Delete karna chahte hai.
- Left menu me Layout pe click kare
- Blog Posts widget me Edit pe click kare
- Show Share buttons ko check kare
Site feed ki help se content ko share kaise kare
- Top left corner pe down arrow pe click kare, us Blog ko select kare jise aap Update karna chahte hai.
- Settings me jaye aur other pe click kare
- “Site feed” me select kare ke aapko apna kitna content share karna hai.
Umeed hai ye article aapko blogger blog pe share Button Add karne me helpful hoga.
Also Read