Agar
Ye problem usually
Is problem ka pahla sign ye hai ke aap apne WordPress account me login nahi kar pate hai. Aapka login page refresh hota rahta hai.
Aur agar
Agar aap ke page me ye error message nahi
Ye error message batata hai
Password Reset Key Error ko WordPress me Kaise Fix Kare ?
Is error ko fix karne ke liye aapko apne website se FTP client ya cPanel File Manager ki help se connect hona parega. Uske baad aapko /wp-content/uploads/ folder me jakar kuch space ko free karne ke liye kisi large image file ko delete karna hoga. Jis file ko aap delete karenge use delete karne se pahle backup ke liye download kar len.
Ab apne WordPress website me aaye aur login karne ki koshish kare. Agar aap login ho jate hai to aap apne WordPress file ko review kare aur dekeh ke aap koi file unnecessary hai ya phir bahut zyada space le raha hai. Generally ye files /wp-content/ or /wp-content/uploads/ folder me hote hai.
Bahut sare users cache plugins ko is tarah se setup karte hai jo unhe cached file ko remove karne se rokta hai. Time beetne ke sath ye files wordpress hosting account ko allocate kiye gaye disk space ko occupy karne lagta hai.
Aapke disk space ke occupy hone ka dusra reason wordpress backup plugin hai. Agar aap apne wordpress backing files ko server pe hi store karta hai to ye aapke hosting account ke disk space ko unnecessary occupy karta hai. Aapko apne WordPress backup file ko kisi third-party storage service jaise- Google drive ya dropbox pe rakhna chahye.
To Doston bas itnahi, Ummid hai aapko ye article ( Password Reset Key Error ) informative laga hoga. Agar aapka koi swaaal hai to aap humse comment section me pooch sakte hain. Apke liye ye ( WordPress in Hindi ) course design kiya gya hai, Is Website pe apko WordPress Complete Course Hindi me mil jyega, Agr aap WordPress se related videos dekhna chahte hain to aap hmare WP Seekho YouTube Channel par bhi visit kar sakte hain.
Also Read :
- WordPress Kiyon Use Kare ?
- Domain Name Kya Hota Hai?
- Theme Kya Hota hai?
- Subdomain Kya hai?
- Plugins kya hota hai?
- Hosting Kya hota hai?