WordPress me 503 Service Unavailable Error un errors me se ek hai jiska samna aapko website pe kabhi bhi ho sakta hai. Is error
Har hosting account
503 service unavailable error tab
Agar error heavy usage, server glitch, DDOS attack ki wajah se huya to wo kuch hi minute me disappear ho jayega. Aur agar ye kisi bad code ki wajah se hua to ye tab tak hota rahega jubtak aap ise find karke disable na kar den.
To aaeye dekhte hai ke aap WordPress me 503 service unavailable error ko fix kaise kare.
How to fix 503 Service Unavailable Error in WordPress
Jaisa ki hum ne apko pahle hi bata diya hai ke service unavailable request tab hota hai jub aapka server ko background me run kar rahe
PHP script se proper response nahi mil pata hai. Is problem ko resolve karne ke liye hame sabhi PHP scripts ko one by one kar ke disable karna hai jub tak ye issue resolve na ho jaye.
Deactivate All WordPress Plugins
WordPress me hone wale zyadatar issue faulty plugins ki wajah se hote hai. Sabhi wordpress plugin PHP script hote hai isliye 503 error ko resolve karne ke liye sabse pahle hame sabhi plugins ko deactivate karna hoga.
Agar
Ab aapko ek folder create karna hai aur use plugin naam dena hai. Ab aapko apne wordpress site pe visit karna hai aur dekhna hai ke problem resolve hua ya nahi.
Agar aapka problem resolve ho gay to iska matlab hai ke aapki website pe installed WordPress plugin is issue ki wajah hai. Plugin ko rename karne se sabhi plugin deactivate ho jate hai.
Ab ye pata lagane ke liye ke ke kaunsa plugin ki wajah se ye issue ho raha tha aapko phir se FTP ya file manager ki help se website se connect hona hoga. Ab /wp-content/ folder me ja kar empty plugin folder ko delete karna hoga.
Ab aapko Plugin-old folder ko phir se plugin me rename karna hoga. Aisa karne se aapke sabhi previous WordPress Plugin wordpress me available ho jayenge, halaki ye abhi bhi deactivate hi honge.
Ab aapko apne WordPress admin area me aa kar plugin page pe kar sanhi plugin ko one by one ac kotivate kar ke dekhna hai ke kaun se plugin ki wajah se ye issue aa raha hai. Ek baar jub aapko us plugin ka pata chal jaye to aap us plugin ko kisi dusre plugin se replace kar den.
Agar is step ki help se aapka issue resolve ho jaye to aapko kisi dusre step ko follow karne ki zaroorat nahi hai. Agar is step ko perform karmne ke baad bhi ye issue waise hi bana hua hai to aap niche diye gaye steps ko follow kar sakte hai.
Switch to a Default WordPress Theme
Agar wordpress plugin ko deactivate karne se aapka issue resolve nahi hota hai to aap default wordpress theme pe switch kar sakte hai. Aisa karne se aapka default wordpress theme deactivate ho jayega.
Apko apne wordpres site ko FTP client aur cPanel File manager ki help se connect karna hoga. Connect hone ke bad aapko /wp-content/themes/ folder me ja kar currently active wordpress theme ko apne system pe backup ke liye download kare.
Theme ko
Theme ko switch karne ke baad website pe ja kar check akre ke issue resolve hua ke nahi.
Troubleshooting
Agar uapar diye gaye dono method ko perform karne ke baad issue resolve nahi hota hai to aap apne web hosting company se baat kar sakte hai shayad wo aapke problem ko pin-out karne me kuch help kar sake.
Iske alawa last solution ye hai ke aap apne wordpress ko fresh way me install kare.
Umeed hai ye article how to fix 503 service unavailable error in WordPress aapke liye helpful hoga.