Agar
How To build coupon website
Coupon website banane ke liye aapko sabse domain name aur hosting ki zaroorat hogi. Domain name hosting service register karne ke baad aapko wordpress ko install karna hoga, uske baad theme select karna hoga aur phir plugin install karna hoga.
Step 1.Coupon website banane ka pahla step hai domain registration. Domain register karte waqt is baat ka dhyan rakhe ke apne site ke liye aise domain ko select kare jo aapke site ke purpose ko easily define kar sake. Domain aapki website ka address hota hai. Domain name ke bare me janne ke liye niche diye gaye link ko follow kare.
Domain name register karne ke liye niche diye gaye guide ko follow kare.
Domain register karne ke baad aapko apne site ke liye hosting service bhi buy karni paregi. Hosting kya hota hai iske bare me janne ke liye niche diye link ko follow kare.
Apne files
- Apne blog ke liye Bluehost se hosting kaise kharide
- Apne Blog ke liye Godaddy se hosting kaise kharide
Step 2. Ab hame hosting account pe WordPress ko Install karna hoga. Domain aur hosting register karne aur WordPress ko install karne ke liye aap niche diye gaye video ko follow kar sakte hai.
WordPress ko instaal karne ke liye aap niche diye gaye guide ko bhi follow kar sakte hai.
Step 3. Ab aapko apne websit ke liye Theme ko install karna hoga. Theme install karna is post ka sabse important step hai. Is step me aapko apne site ke liye kisi bhi coupon theme ko install karna hai. Har coupon theme ke alag alag feature ho sakte hai, aapko aise theme ko select karna hai jo aapke website ki zarooraton ko poora kar sake.
Clipper
Clipper Theme ko install aur setup karne ke liye aap is theme ka official tutorial dekh sakte hai.
Theme ko install karne ke liye aap niche diye gaye guide ko bhi dekh sakte hai.
Step 4. Is step me
Plugin ko
Upar diye gya steps ko follow kar ke aap apna coupon website bana sakte hai.
Umeed hai ye article how to build coupon website aapke liye helpful hoga.