Google Analytics aapko apne blog pe aane wale visitors ka information provide karta hai, aapki website pe kaun aa raha hai aur wo aapki website ko kaise aa raha hai. Google Analytics ko Blogger pe install karne ke liye aapke pass ek active Blogger blog hona chahye. Agar aap bhi apne Blog pe Google Analytics Add karna chahte hai to niche diye gaye steps ko follow kare
How to Add Google Analytics to blogger
Step 1: Sign up for Analytics
- Google Analytics website pe visit kare
- Apna Analytics tracking ID find kare
Step 2: Add Analytics tracking
- Top left corner pe down arrow pe click kare, us Blog ko select kare jise aap analyze karna chahte hai.
- “Google Analytics,” me Analytics tracking ID Type kare joki is formate me hoga UA-XXXXX-XX
- Save settings pe click kare
Umeed hai ye article Blogger Pe Google Analytics kaise Add karen aapke liye helpful hoga.
Also Read: Google Analytics Tracking ID kaise Find kare