Agar aap khud ko online represent karna chahte hai to aapko sabse pahle apne liye blog ya website banane ki zaroorat hogi. Website bannane ke liye kayi sare platforms aa gye hai jinka use kar ke aap apna blog ya website bana sakte hai. Bloggers bhi inhi platforms me se ek hai jiski help se aap apana khud ka blog create kar sakte hai. Lekin ye platform hame na to zyada feature provide karte ahi aur na hi zyada customization,
Self hosted blog ke feature ko janne ke liye niche diye gaye link ko follow kare.
Website banane ke liye hame hosting ki zaroorat hoti hai aur hosting providers se ise hame buy karna hota hai. To
Top web hosting providers
A2 Hosting
A2 hosting
A2 hosting 4 packages provide
HostGator
HostGator top web hosting providers me
Beginners ke liye HostGator ka shared hosting plan ek best option hai. Yahan pe aapko unlimited disk space aur bandwidth ke sath 45-day money back guarantee bhi milti hai. Bahut sare hosting providers ki tarah hi ye aapko sirf kuch click me wordpress installation bhi provide karta hai. Aur sabse important baat ye hai ke hostGator ka India me server hai.
GoDaddy
GoDaddy top web hosting providers ki list me se ek hai. Ye biggest domain name registrar me se ek hai. Yahan pe aapko apne web hosting ko try karne ka bhi offer milta hai.
GoDaddy bhi apne quality web hosting aur quality customer support ke liye jana jata hai. India me GoDaddy ki multi Indian language me 24 x7 support provide karta hai. Yahan pe aapko HostGator ki tarah hi trial offer bhi milta hai. Dusre companies ke comparesion me aapko yahan ki price kuch mahngi lag sakti hai, lekin jo quality aur support ye provide karte hai uske hisab se inki price zyada nahi hai.
GoDaddy ka cheapest hosting package starter aapko RS 99 me mil jayega aur isme aapko unlimited bandwidth offer ki jati hai, jisko renew karne par aapko Rs 199 pay karna parega.
GoDaddy se hosting kharidne aur WordPress ko install karne ke liye niche diye gaye link ko follow kare.
- Apne Blog ke liye Godaddy se hosting kaise kharide
- Godaddy Hosting Account pe WordPress kaise Install kare
Bluehost
Bluehost sabse poorane web hosting service providers me se ek hai jo 1996 me start hua tha. Woirdpress hosting ki jub baat aati hai to Bluehost ek bara brand name ban gya hai. Bluehost WordPress.org ki recommend ki hui company hai. Bluehost abhi ke top web hosting providers me se ek hai.
Bluehost web hosting ki help se aapko high traffic ke condition me bhi apne website ke slow hone ke liye pareshan hone ki zaroorat nahi hai. Aap inki 24×7 support ke liye phone, email, or live chat kar sakte hai. Small business ke liye ise #1 mana jata hai.
Bluehost se hosting buy karne ke liye aap hamere niche diye gaye guide ke link ko follow kar sakte hai.