Is article men humlog dekhenge ki WhatsApp Group Invite Link Kaise Banate hain, To WhatsApp Join Link create krne ke liye apko niche diye gye steps ko follow krena hoga :
- Update Whatsapp app
- WhatsApp Group ko khole
- Group Name pe Click kare
- Add Participant Option ke niche apko dikhega Invite via Link
- Invite Link pe click kren
- Aur Jahan pe bhi ab ye link ko Send krna hai kar den
WhatsApp Group Invite Link ek aisa feature hai WhatsApp ka jiski help se humlog WhatsApp Group me add ho skte hain bilkul waise hi jaise Jaise Facebook, Twitter, Instagram, ke group me add hote hain,
Isme apko karna ye hota hai ki jis bhi WhatsApp Group ka apko Group Invite Link bhejna hota hai, Us WhatsApp Group ka Group Invite Link create karte hain aur fir use share kar dete hai.
To aaiye dekhte hain ki humlog kisi bhi WhatsApp Group ka Group Invite Link kis tarh bnayenge aur WhatsApp Group Join Online kis tarh se karenge.
In Sare Steps ko follow kijye Group Invite Link Banane ke liye :
1. Sabse Pahle WhatsApp ko Update kren.
Agr apko kuchh bhi setting karni ho to usse pahle apna WhatsApp ko Update zarur kar len
2. Ab Jis bhi WhatsApp Group ka Join Link Banan hai us WhatsApp Group ko open kijye.
Humlog ko usi WhatsApp Group ko kholna hai jiska Group Invite Link bana hai, To Group ko open kar lenge.
3. Ab WhatsApp Group ke Name pe click kijye.
Jab hum Group ko open kar lenge to hume Group Name pe click krna hai.
4. Ab apko dikhega WhatsApp Group Invite Link ka option.
Yahan pe agr aap sabse niche dekhnge ekdm last me to apko Group Invite Link ka option dikh raha hoga ispe click kijy.
5. Ab aap is WhatsApp Group Link pe click kijye.
Ye raha apka WhatsApp Group Invite , Yahan pe apko Link ke sath sath use copy, Save, aur revoke karne ka bhi option mil jyega.
Ab apka WhatsApp Group Invite Link create ho chuka hai.
Whatsapp Group Link Kaise Bhejte Hai ?
Ise send karna bahut asan hai, aapka jo Whatsapp Group Link generate huaa hai use aap direct yahan se bhi apne apne whatsapp me hi share kar sakte hain Ya phir Whatsapp Group Link ko copy kar ke Facebook, Twitter, Instagram pe bhi aap ise socially share kar skte hain.
WhatsApp group invite se Whatsapp Group me kaise join karte hai ?
Link banane ke baad jab aap ise apne WhatsApp, Facebook, Twitter ya jahan pe bhi share karenge to log us link ko open krenge :
- Apko whatsapp link pe click krna hai.
- Ab apko Join Grop pe click krna hai.
- Ab aap successfully whatsapp group me link se add ho chuke hai.
Ye WhatsApp Group Join Online trick apke bhut kaam ayegi.
Whatsapp Group Invite Ke Fayede.
Agar aap apne blog ya kisi company ke name se WhatsApp Group create kar rakha hai,aur aapke WhatsApp Group me bahut hi kam member hai to aap apne WhatsApp Group ka invite Link create kar ke jyada se jyada member add kar sakte hai.
Aap chahen to video bhi dekh sakte hain :
To is trh se humlog WhatsApp Group Invite Banayge aur logo ko bhejnge. Umeed hai ke aapko ye article pasand aaya hoga. Is tarah ke aur bhi post ko padgne ke liye aap hamare blog ko subscribe kar sakte hai.
WhatsApp se related aur bhi articles padhen :
- लेटेस्ट WhatsApp टिप्स और ट्रिक्स
- WhatsAPP के बारे में कुछ अनोखी बातें
- WhatsApp से पैसे कमाने के 4 आसान तरीक़े