Apple ne Hal hi ke dino me MacOs Mojave Launch Kiya hai Bhot sare interesting new feature ke sath. Kafi saare apple device me ye update thud se hi aagya, levin saare MacBook me ye update abhor tank nahi aa pay hai. Agar aap bhi unme se hi hai, to chaliye jaante hain apne Macbook me Hum MacOS Mojave Download or Install Kaise Karen ( How To Install MacOs Mojave )
MacOS Mojave Install karne se pahle hume ye janna hora ki aapka Macbook MacOs Mojave Install karne ke liye compatible or Eligible hai ya nhi.
Check compatibility
Agar Aapke paas Neeche Di hui machine hai to aap MacOs Mojave me Upgrade kar sakte hain.
MacBook introduced in early 2015 or later
MacBook Air introduced in mid 2012 or later
MacBook Pro introduced in mid 2012 or later
Mac mini introduced in late 2012 or later
iMac introduced in late 2012 or later
iMac Pro (all models)
Agar Aap OS X Mountain lion or use baad wala version use Kar race hain or apace system me 2GB Ram or 13 GB free space hai to aap MacOS Mojave me upgrade Kar skate hain.
Ye Kuch Steps hain jinhe aapko Follow Karne hain..
-
Backup Your Machine
Jab hum Apne machine ko upgrade karte hain to usse pahle ye zaroori hai ki hum uska Backup Zaroor bana len. Backup banane ke liye aap time machine ka use kar sakte hain. Agar Aap jaana Chahte hain ki Mac Ka Backup kaise banante hain to yatan Click karen.
-
Download MacOs Mojave
Aapko sabse MacOs Mojave Download karne hai niche aapko Link Di Hui hai.
Download karne ke baad LAUNCH PADE me jaayen what aapko install MacOS Mojave mil jayega. Simply use Click kijiye or Aage ke steps ko follow kijiye.
Continue
Agree
Aapko istallation Disk Choose karna hai Agar Aapke paas multiple hai to.
Install
Ab Bas Aapko Intezar karna hai. Installation ke process me kaki time lag skate hai to Aap Free Hokar Doosra kaam kar sakte hain.
Aapka System restart Hoga uske baad Aap Finally Aap MacOS Mojave dek paayege apne Machine me ..
Ye Kuch aye Features Appko Dekhne Ko milenge Ne MacOs Mojave me ..
- Dark Mode
- Dynamic Desktop
- Screenshot Markups
- Screenshot Utility
- Finder
Read : MacOS Mojave ke Sabse Ache features