WordPress install karne ke baad kuch chizen hai jise aapko setup karne ki zaroorat hai. Is post me hum aapko WordPress install karne ke baad ke kuch important WordPress setup ke bare me batayenge.
Aap WordPress hosting buy karne, domain register karne aur WordPress install karne ke guide ko niche diye gaye link pe ja kar parh sakte hai.
- Apne Blog ke liye Godaddy se hosting kaise kharide
- Domain Name Register kaise kare
- Godaddy Hosting Account pe WordPress kaise Install kare
WordPress blog install
Important WordPress setup
Default Post, Page, and Comment ko Delete kare
Jub aap WordPress install karte hai to aapke site pe dummy post, dummy page, aur dummy comments install ho jate hai. Is liye sab se pahle hame in dummy post aur comments ko delete karna chahye.
Apne WordPress dashboard me login
Isi tarah Pages ke option me All Pages pe jaye aur default “Sample Page” ko delete kare. Aur phir comments me jaye aur default “Comments” ko delete kare.
Timezone Set
General me setting ke option pe ja kar timezone ko apne local time me set kar len. Timezone ko Apne local time me set karne pe aapko apne blog ko schedule karne me aasani hogi.
Ap yahan se dusre informations ko bhi change kar sakte hai.
Enable/Disable User Registration
Agar aap apne site multi author blog banana chahte hai to aapko user registration ko enable karna hpga. Lekin agar aap single author blog start karna chahte to aap user registration ke option ko disable kar sakte hai.
Agar aap user registration ko enable karte hai to aapko spam registration ke liye tayyar hona parega, waise aap plugin ke use se spam registration ko fix kar sakte hai.
Multi-author
“Anyone can register” pe tick
Setup WordPress Comments Settings
Settings me Discussion me
WordPress Media Settings
By default
Add Google Analytics
Google analytics google ka
Add Caching Plugin
Caching Plugin aapke WordPress site ke loading time ko kam karne me help karta hai. Catching Plugin ke bina koi bhi jub kabhi bhi koi visitor aapke page pe visit karta hai to server ko request ko poora karne ke liye database se query karna hota hai. Niche kuch best catching plugin ke naam diya gya hai.
Set Up WordPress Permalinks
By default
Dashboard pe settings me
Configure Google tag manager
Ye site management ke process ko easier banata hai aur aapko theme me script ko add karne ke liye edit karne ki zaroorat nahi hogi. Aap sabkuch GTM dashboard se manage kar sakte hai.
Ye kuch important WordPress setup guide the jise aapko Worpress install karne ke baad change karne ki zaroorat hoti hia.