Is post me hum aapko batane wale hai “How to Delete and Restore a Blog on Blogger”. Aapko apne Blog ko Delete karne ek bahut se reasons ho sakte hai. To agar aap apne blog ko delete karna chahte hai ya phir kisi ghalti se delete kiye gaye Blog ko restore karna chahte hai to niche diye gaye guide ko follow kare.
How to Delete and Restore a Blog on Blogger
Deleting Entire Blog
- Top left corner pe down arrow pe click kare, Down arrow pe click karne se aapke sabhi blog open ho jayenge us blog ko select kare jise aap Delete karna chahte hai.
- Sirf Blog ke owner aur Admin Blog ko Delete kar sakte hai.
- Delete Blog ke Option pe tap kare. Screen ke right side me Option ke second section me aapko Delete Blog ka option mil jayega.
- Agar aap apne Blog ke copy ko save karna chahte hai to dialog box me Download Blog pe click kare
- Delete Blog pe click kare. Blogger account se aapka Blog Delete ho jayega. Aapke pass 90 days ka time hota hai agar aap apne Blog ko restore karna chahte hai.
Deleting Specific Posts
- Top left corner pe down arrow pe click kare, Down arrow pe click karne se aapke sabhi blog open ho jayenge us blog ko select kare jise aap Delete karna chahte hai.
- Post ke option pe click kare
- Sabhi Blog Post right side me appear ho jayenge. Us Blog Post ko kare jise aap Delete karna chahte hai.
- Checked Post ke niche Delete ke option pe click kare
How to Restore Deleted Blog
- Top left corner pe down arrow pe click kare, Down arrow pe click karne ke bad “Deleted blogs” section me us Blog ko select kare jise aap Restore karna chahte hai.
- Undelete ke Option pe click kare