Kya
Widgets ki help
Widgets kya hai?
Widgets ko hum WordPress blog pe kisi particular function ko kisi particular position pe define karne ke liye use karte hai.
By default WordPress standard widget ke set ke sath aata hai jise hum kisi bhi WordPress theme ke sath use kar sakte hai.
Widgets ka shape aur size uske functionality pe depend karta hai. Iska koi particular shape ya size nahi hota hai. Aapne bahut saare website pe “Popular Posts”, “Last Updated Posts”, “Facebook, Twitter Like Boxes”, “Subscribe Boxes”, “Galleries” waghairah dekha hoga ye sab widgets hote hai.
How to add widgets in WordPress
WordPress me aap apna khud ka Widget create kar sakte hai. Bahut saare theme aur plugin apne khud ke custom widgets ke sath aate hai jise aap sidebar me aad kar sakte hai. Widgets ko aap apne site ke kin kin area me use kar sakte hai ye aapke theme pe depend karta hai. To aaeye dehte hai how to add widgets in wordpress in simple and easy step.
Upar
Right side me aapko kuch location di gayi (Newspaper default, footer 1, footer 2, footer 3) hoti hai jahan pe aap apne widgets ko add kar sakte hai.
Widgets add
Example
Ab aap apne website pe ja kar iske action ko dekh sakte hai.
Drag and drop method
Is method me aap simply Add ke option pe click kar ke widget ko different position pe add kar sakte hai.
Iske alawa aap available Widget me jise add karna chahte hai use drag karne ke bajay click kar ke aane wale location ke option me se kisi ko bhi select kar sakte hai.
Location select kar lene ke baad Add widget ke option pe click kar ke aap widget ko add kar sakte hai.
Agar aap zyada functionality wale widget ko add karna chahte hai to iske liye aapko Plugins ko add karna hoga.
Umeed hai