Doston ghar baithe paise kamana kon nhi chahta, to chaliye jaante hain Ghar baithe paise kaise kamaye zero Investment ke saath. hum baat karenge online paise kamane ke genuine tarike ke baare me. Aaj hum jis paise kamane ke tarike ke baare me baat karnege wo Paise kamane ka business model Student or House Wife ke liye pefect hoga.
Online Paise Kamaye Without Investment
Paise kamane ki jab baat aati hai to sabse pahli baat usme paise ki hi aati hai. Paisa kitna lagega, Paisa kaha se aayega wagairah. Online ho ya offline kisi bhi business ko shru karne ke liye kafi paise ki zaroorat hoti hai, kafi research or mehnat ki zaroorat padti hai.
Lekin doston aaj hum jis paise kamane ke business model ke baare me baat karenge usme aapko kuch bhi paise lagane ki zaroorat nhi, koi mehnat karne ki zaroorat nhi. Doston jis Business ki baat hum karne wale hain wo Reselling Business.
Reselling Business Kya Hai ?
Doston Sabse pahle jaante hain Reselling Business kya hai ? Reselling me aap kisi Hole sale market se saman kharidte hain or usme margin add karke use bech dete hain. For Example : aapne ek Device kharida ₹500 or usme aapne ₹200 margin add karke ₹700 me grahak ko bech diya. or is trah se aap ne ek device sell karke ₹200 Profut kama liya. Isi process ko Reselling Business kahte hain.
Without Investment Reselling Business kaise Shuru kare
Doston aap sabhi ko pata hai Technology ki technology me hum kafi aage aa chuke hain. Har chiz ke liye website or Apps available hai. to main aapko bata doon ki reselling business ke liye bhi kayi saare apps aapko mil jayenge. Ab sawal ye uthta hai ki kon sa app behtar hai to main aapko aaj sabe best Reselling app ke baare me bataunga.
Doston Reselling Business ke liye Best app meesho
Meesho App Se Paise Kaise Kamaye
Meesho India ka best reselling app hai, is Application ki help se aap apna reselling ka business shru kar sakte hain, kisi bhi trah ke investment ki zaroorat nhi hogi aapko. To chaliye jaante hain Messho App ke baare me.
Meesho app download or install karne ke baad reseling ke process neeche diye gaye hain.
- Product Choose Karna hai
- Product Price me Khud Ka Margin Add Karna Hai,
- Or Aapko Custumer ke sath us product ya catlog ko share kar dena hai
- Customer Agar khaidta hai to Meesho me jakar Order Place Karna hai.
- Meesho Me Cash On Delivery or Online Payment Dono ka option Available hai.
- Order Place karne ke baad Meesho aapke order ko Customer tak delivered karega.
- Customer ko Meesho aap ke baare me kuch bhi pata nhi chal paayega kion ki wo parcel aapke name se jayega,
- Agar aapne COD ( Cash on Delevry ) Option choose kiya hai to Meesho ke through hi Paisa collect kar liya jayega.
- Aapka Jo Bhi Margin hoga wo aapko mil jayega.
Doston Zyada Details or Step By Step Process ke liye Aap Humari Ye Video Dekhe Sakte Hain.
To Doston Ummid Karta Hoon ki aapko ye video and article pasand aaya hoga. Aap Apna keemti feedback zaroor dijiye. Aap humare YouTube Channel ke upar visit kar sakte hain, Aapko wahan par or bhi achiachi jankar Hindi / Urdu Language me mil jayengi.
Latest Post
- LumaFusion PC Style Video Editing App For Android & iOS
- Professional Mobile video Editing | VN Video Editor App
- Canva – Graphic Designing App For Mobile
- 5 Steps – Successful Freelancer Guide
- Mobile Se Professional Video Editing Kasie Karen