Kabhi kabhi aisa bhi hota hai ke add media button suddenly work karna band kar deta hai. Is problem me koi bhi error nahi show hota hai jis wajah se user ko pata nahi chal pata hai ke ye problem kyu creat ehua hai. Aaj is article me hum aapko batayeneg ke Add Media button not working problem ko WordPress me kaise fix kare.
How to fix ‘ Add Media’ button not working problem in WordPress
Add media button not working problem ko fix
define('CONCATENATE_SCRIPTS', false );
This code simply tells WordPress to load each script separately which helps avoiding a JavaScript conflict with buggy scripts and the core WordPress features.
Ye code
Code ko paste karne ke baad aap post edit screen pe ja kar dekhe ke add media button work kar raha hai ke nahi.
Code ko add karne se aapki problem long-term ke liye khatm nahi hogi, kyu ki issue cause karne wala script abhi bhi hai. Agar aap long term solution chahte hai to aapko ye pata karna hoga ke kaun sa plugin ya theme is issue ko create kar raha hai. Kyu ki aksar plugin aur theme bhi is issue ko create kar sakte hai.
Aapko is method ka use apne live site ki jagah staging site pe karna chahye. Aur agar issue resolve ho jata hai to iska matlab hai ke koi plugin is issue ko create kar raha hai.
Ab aapko sabhi plugin ko one by one activate karna hai aur Add media button ko check karna hai ke wo kaam kar rah hai ke nahi. Ye aapko us plugin ka pata lagane me help karega jo is issue ko create kar raha hoga. jub aapko pata chal jaye ke kis plugin ki wajah se ye issue creat eho raha hai to aap us plugin ko dusre plugin se replace kar len.
Agar plugin ko deactivate
Agar theme ko switch karne se aapki problem solve ho jati hai to iska matlab hai ke aapka theme ye issue create kar raha tha. Aap dusre theme pe switch kar sakte hai.
Ek baar jub aap apne staging site pe problem ko fix kar len to phir aap ise apne live site pe problem ko fix karne ke liye apply kar sakte hai.
Umeed