Agar
Best WordPress SEO Plugins
Website ke SEO ko samajhne aur successfully implement karne ke liye bahut se practice aur training ki zaroorat hoti hai. WordPress SEO Plugin kisi bhi special skill ke bina Website ke SEO ko implement karna aasan bana deta hai.
Plugins kya hai iske bere me janne ke liye aap Plugins kya hota hai?parh sakte hai.
Niche
1. Yoast WordPress SEO Plugin
Yoast
Agar aap Yoast SEO plugin ka use kar rahe hai to aapko WordPress site ke sitemap, redirection aur dusre fetures ke liye kisi dusre Plugin ko use karne ki zaroorat nahi hogi.
Itne sare features ke sath is Plugin ki khas baat ye hai ke aap is plugin ka use free me kar sakte hai. Is plugin ke free version me aapko jo features milenge wo hai:-
- Aap homepage pe meta value Add
kar sakte hai - Aap Single post me meta value add
kar sakte hai - Social media optimization (image, title & description)
- Apne website ka sitemap file create
kar sakte hai - robots.txt
aur .htaccess ko editkar sakte hai - Google search console integration
- Focus keyword set
kar use on page SEOke liye optimizekar sakte hai - Blog
ke Indexing ko controlkarta hai
Yoast SEO ka pro version bhi hai jisme aapko kuchj extra featurs mil jayenge.
- Redirection
- Yoast Internal Linking
- Incoming
aur outgoing internal links
Agar aapki budget itni hia ke aap apne WordPress website ke liye pro version le sake to behtar hai varna free version bhi kafi accha hai.
All in one SEO Yoast ka hi SEO plugin hai
2. Broken link checker WordPress plugin
Broken link
Ye ek simple aur powerful plugin hai jo aapke wordPress site ko continuously broken link ke liye scan karta hai. plugin user ko ek aasan dashboard provide karta hai jahan se aap easily broken link ko fix kar sakte hai. Jitne bhi internal aur external broken links hai aap unhe find aur post ko bina edit kiye huye fix kar sakte hai.
Ye ek bahut hi useful plugin hia jise aap free me use kar sakte hai.
3. SEMRUSH
SEMRUSH
SEMRUSH
SEMRUSH ki help se aap apne poore site ke SEO ko audit kar sakte hai aur pata laga sakte hai ke kaun se issue ki wajah se aapke site ki organic growth nahi ho pa rahi hai.
SEMRUSH ek paid Subscription tool hai jiska use poori duniya ke SEO professionals karte hai.
Umeed hi ‘Best WordPress SEO Plugins and tool