Best screen recording Apps: Aap apne Smartphone ki screen ko educational video ke liye, How to video ke liye ya phir gameplay ko stream karne ke liye apni smartphone screen record kar sakte hai. Bahut saare screen recording App rooted aur non-rooted devices ke liye Available hai jo aapko powerful feature ke sath aapke smartphone ki screen ko record karne ki facility provide karta hai.
To aaeye hum screen recording karne ke liye kuch best Android App pe nazar dalen.
Best screen recording Apps for Android
Az Screen Recorder
Price: Free / $2.99
AZ Screen Recorder screen recorder apps ke liye bahut important mana jata hai. Ye App light, easy, accessible, aur iske sath hi sasta bhi hai. Isme ek overlay button hai jo record kiye gaye content ko interfere nahi karta hai. Iske alawa game streams ya commentary jaise chizon ke front facing camera Add kar sakte hai. Isme ek built-in ek chota video editor bhi hai. Yah App free ke sath Pro version me bhi available hai.
Also Read: इस हफ्ते की Top 5 Apps – 14 October 2018
DU Recorder
Google Play Games
Price: Free
Twitch, YouTube Gaming, etc
Price: Free
Vysor
Price: Free with ads / $2/month / $10/year / $40/lifetime