Microsoft Cortana Apple ke Siri aur Amazon ke Alexa se milta julta hai aur iska use different type ke queries search karne ke liye aur smart home device ko control karne ke liye kiya jata hai. Yahan pe kuch Cortana features ko bataya gya hai jise aap use kar sakte hai.
Best Cortana features- Must Try
Open Windows 10 Apps With Your Voice
Agar aap Xbox One video game console pe Cortana ka use karte hai to aapko pata hoga ke aap iska use game aur Application ko open karne ke kar sakte hai. Bahut kam log jante hai ke ye functionality Windows 10 PCs and tablets ke liye bhi avaialble hai. Aapko kisi bhi App ko open karne ke liye sidhe ye kahna hoga ke “Hey, Cortana. Open (app name)” or “Hey, Cortana. Go to (app name)” aur aap dekhenge ke aapka app open ho jayega.
Aapko bata den ke agar aap Cortana se kisi bhi App ko open karenge to wo app manually kisi bhi App ko open karne se zyada fast open hoga. Cortana me ek problem jo hai wo ye hai ke ye abhi sabhi App ko recognize nahi karta hai ye Microsoft store se download kiye gaye zyadatar Apps ke sath kaam karta hai. Aur ho sakta hai ke ye website se download kiye gaye App ke sath kaam na kare.
Create Reminders With Cortana
Cortana se aap reminder bhi set kar sakte hai. Aap ye kah kar reminder set kar sakte hai “Hey, Cortana. Remind me to wish birthday on April 15th” or “Hey, Cortana. Remind me to call Ram at 3 p.m.” Windows 10 PC par Cortana se set kiye gaye reminders Android aur iOS pe sync ho jate hai. Jiski help
Control Your Philips Hue Lights With Cortana
Apne Philips Hue lighting system ko Cortana
Track Deliveries & Flights on Windows 10
Agar
Play Spotify Music Using Your Voice and Cortana
Apne Spotify account
Ek baar connect ho jane ke baad song play karne ke liye “Hey, Cortana. Play (song name) on Spotify” or “Hey, Cortana. Play (playlist name) playlist on Spotify” kahe. Aap “Hey, Cortana. Pause/Play/Skip track” aap
Agar Aapko ye Article pasand aaya to aap hamare YouTube Channel ko Subscribe kar sakte hai. Aap hame Twitter aur Facebook par bhi follow kar sakte hai.Also Read: Windows 10 Hidden Tricks