How to Get Backlinks: Baclinks haamre site ke ranking ko enhance karne ke liye bahut zaroori hai. Jis site pe jitni zyada backlinks hoti hai wo utna hi search engine friendly hota hai. Agar aapki site pe kisi acche website se backlink mil jata hai to wo aapki site ke ranking ko improve karne me bahut zyada help karta hai.
Agar
How to Get Backlinks from high PR site
Wikipedia
Wikipedia ek popular high authority site hai jahan pe lakho ki tadad me traffic aata hai. Agar hum Wikipedia pe backlink banate hai to hamari site pe wikipedia se traffic aana start ho jata hai.
Aapko bata de ki Wikipedia do-follow backlink provide nahi karta hai. Lekin Wikipedia ke backlink ko google importance deta hai. Isliye Wikipedia
Wikipedia
Apne sabhi details ko fill karne aur login karne ke baad aap Wikipedia ke jis page se backlink lena chahte hai use open kare. Page pe aapko edit ka option dekhega uspe click kare aur kuch bhi sahi information add kar den.
Information add karne ke baad aap niche reference ke option pe jaye aur apne site ke detail ko enter kar den. Link add karte waqt is baat ka dhyan rakhe ki jis topic pe aap link bana rajhe hai aapki site pe wohi topic hona chahye. Agar aap kisi dusre topic pe link banayege to aapke link ko remove kar diya jayega.
In sabhi steps ko complete kar lene ke baad wikipedia pe aapka link live ho jayega aur aapki website pe wikipedia se traffic aane lagega.
Microsoft
Microsoft ek high domain Authority wali site hai jiska DA100 hai. Microsoft se backlink lene ke liye aapko kuch steps ko follow karne honge. Microsoft se aapko ek do-follow backlink mil jayega. backlink ke liye niche diye gaye step ko follow kare.
- Microsoft pe link create
karne ek liye is link pe clickkare - Sign in
ke option pe clickkar ke login ho. Aur agaraapke paas Microsoft accountnahi hai to createkare aur phir loginkare . - Login karne ke baad My Profile pe click kare
- Ab edit profile pe click kar ke apni detail enter kare aur apni site ka link add kare.
- Detail fill kar lene ke baad save pe click kare. Ab aapko ek do-follow backlink mil jayega.
YouTube
Agar aap Youtube se backlink le sakte hai. Youtube se backlink lene ke liye aap niche diye gaye steps ko follow kare.
- Sab se pahle Youtube.com pe jaye
- Apne Gmail id se login kare
- My channel pe click kare
- About me jayea aur link wale space me apni site ka link keyword ke sath add kar den
In techniques ko follow kar ke aap apne site ke liye high PR site se backlink le sakte hai.