WhatsApp private reply feature: WhatsApp ne apne Android user ke liye naye update ko jari kiya hai. Is update ke baad user ko WhatsApp Group me bhi Private reply ka Feature mil gya hai. Philhal is feature ko WhatsApp beta user ke liye launch kiya gaya hai. Yeh feature 2.18.355 beta version ka hissa hai.
Zyada jankari ke liye hamari Video dekhen.
WhatsApp Private Reply feature kaise karega kaam
- Agar aap group me kisi ko Private message karna chahte hai to aapko us aadmi ke message pe tap aur hold karna hoga.
- Uske baad aapko upar me teen dot dikhega aapko uspe tap karna hoga wahi pe aapko private reply feature dikhega.
- Jaise hi aap Private reply ke feature pe tap karengen to Selected message private chat window me khul jayega aur aap yahi pe apna private message reply kar sakte hai.
Also Read: Online Logo कैसे बनायें | Online Logo Maker
अगर आपको यह आर्टिकल पसंद आया, तो कृपया वर्डप्रेस वीडियो ट्यूटोरियल्स के लिए हमारे YouTube Channel को Subscribe करें। आप हमें Twitter और Facebook पर भी फॉलो कर सकते हैं।