Agar
What is Broken link and How to fix it?
Aisa link joki exist na karta ho aur error show karta ho broken link kahlata hai. Broken link web pe aisa link hota hai hai jo work nahi karta hai. Jub bhi broken link pe aap click karenge ek error message display hoga. Jub kabhi aap apne blog post ko kisi website se link karte hai aur baad me us website ke page ko remove kar diya jata hai to aapke post me broken link display hota hai.
Ye
Broken Link ko kaise Fix kare
WordPress pe Broken link check karne ke bahut saare ways available hai jinki help se aap broken link ko easily aur quickly fix kar sakte hai.
Broken Link Checker WordPress
Broken Link Checker WordPress Plugin ka use kaise kare
Sab
Ek baar search process complete ho jane ke baad aapko same page pe broken link ke sath ek link dikhayi dega.
Aap us link pe click kar ke ya tool me ja kar broken link page pe ja kar aap broken link ko dekh sakte hai. Aap broken link page se ya page ke edit section me ja kar sakte hai.
Broken link ko fix karne ke baad aap Broken Link Checker Plugin ko uninstall ya deactivate kar sakte hai.