SEO (Search Engine Optimization): Apne blog ya Website pe traffic
What is SEO?
SEO
SEO ka full form Search Engine Optimization
Jub kabhi bhi hum hame internet pe kuch search karna hota hai to hum kisi na kisi search engine ka use karte hai. Duniya me 75% log Google search engine ka use karte hai. Google ke alawa yahoo, Bing bhi search engine hai jiska use internet pe kuch bhi search karne ke liye kiya jiata hai. In search engine me hum Search Engine Optimization ki help se apne blog ko top position pe late hai.
Search engine pe
Apne site ya blog ko no1 position pe lane ke liye hame apne post me SEO ka use karna hota hai. Apke blog ka SEO jitni achi tarah se hoga aapka blog search engine me utna hi high position pe rank karega. Aur jub aapka site high position pe rank karega to aapke site pe tarffic bhi aane lagega aur aapka site popular ho jayega.
Types of SEO
Generally SEO do tarah ke hote hai:-
On Page SEO – Article
Off page SEO – Search engine pe website ki rank ko improve
SEO Important factors
- Content quality SEO ka
ek bahut important factor hai. Agaraapke content ki qualityacchi hogi toaapki site pe visitorsaayenge aur search engineaapke site ko automatically high rank providekar dega . - Keyword placement
bhi SEO kaek important factor hai. Hameapne post merelavent keywords kokhas interval pe placelarna chahye . - Website pe Visual Content
jaise image video ka use readability koaasan bana deta hai. Textse zyaad VisualContent visitors attractkarte hai. - Backlink off page optimization ka part hai aur search engine pe site ke rank ko high karne me liye bahut important role play karta hai. Back link ke help se aapke site ko kisi dusre site se link kiya jata hai jiski wajah se aapki site pe traffic increase ho jati hai.