Rss ek aisi technique hai jiske help se aap kisi bhi apne fevourate website ke har ek update ko track kar sakte hai. Aam taur pe humlog kisi bhi website ko track karne ke liye us website ko bookmark kar lete hai. lekin agar hum kisi bhi website ko bookmark karte hai to hame us website ke update ko janne ke liye daily us website pe ja kar update ko check karna hota hai. Lekin kisi website ke feed ko subscribe karne ke baad us website ka update hame direct apne email pe mil jata hai.
Hame RSS Feed kyu Use Karna chahye?
Agar aap Rss feed use karte hai to aapka bahut saara time bachta hai. Aapko us site ko uske update ko janne ke liye baar baar nahi open karna hoga. Sabhi update aapko aapke email pe hi mil jayenge.
Zyadatar log Rss feed ke liye Google reader ka use karte hai. Google reader ke alawa bhi bahut se reader hai jinka use kiya ja sakta hai. WordPress pe
Also Read:
Agar Aapko ye Article pasand aaya to aap hamare YouTube Channel ko Subscribe kar sakte hai. Aap hame Twitter aur Facebook par bhi follow kar sakte hai.