Meta Title aur meta description Blog pe traffic lane me bahut help karta hai. Apne blog pe traffic gain karne ke liye bahut tarah ke strategies ka use karna parta hai. Agar hum apne blog me SEO ka sahi dhang se use karte hai to hamara post search engine me high rank gain kar leta hai. Apne blog ko high rank gain karne ke liye hame On-page aur Off-page dono tarah ke optimization technique ka khayal rakhna parta hai.
Aaj is post me hum aapko On-page optimization ke do important factor
Meta Title aur meta description ke bare me batane ja rahe hai. Is post ko parhne ke baad aapko samajh me aa jayega ke ap apne post me Meta Title aur meta description ko SEO ke liye kaise optimize kare.
Sabse pahle aap in dono terms ke bare me jaan len ke ye kya hota hai.
Jun kabhi hum search engine pe kuch bhi search karte hai to SERP me bahut saare aalag alag website ke link appear hota hai.
SERP pe
Meta Title aur Meta Description ko optimize kaise kare?
Apke post ka Meta title
Agar aap apne blog ke liye Meta title aur description set nahi karte hai to Google aapke post ke default title ko aapka Meta title aur aapke blog ke kisi bhi piece ko Meta description bana deta hai.
Apne post ke Meta title aur Meta Description ko SEO optimize banane ke liye App Yoast plugin ka use kar sakte hai. Is Plugin ki help se aapko apne Blog ko SEO optimize karne me bahut help milega.
Aap Edit snippet ke option pe click kar ke apne post ke Meta tag Aur description ko set kar sakte hai.
Meta description aur meta title ke Characteristics
Meta description aur meta title ko SEO optimize karne ke liye hum kuch criteria ko follow karte hai.
- Meta description
aur titledono mehamare focus keyword ka usehona chahye . - Apne Meta title and Meta
Description e kojitna ho sakeutna attractive banaye taki zyada se zyada visitor aapke blog pe visit kare. Keyword stuffing se bache aur jahan tak ho sake natural language ka use kare. - Meta description
aur titleke liye ek fixed length hai. Koshishkare ke fix length ko exceedna kare , kyu ki agaraap fix length ko exceedkarenge to googleaapke content kopoora shownahi karega . Agaraap Yoast Plugin ka usekarenge toaapko fix lengthke cross hone pe red line showkarega . - Apne
mete tittle me keyword kohamesha starting merakhne kikoshish kare .
Ye Meta title and Meta Description ko SEO optimize banane ke kuch rules the inko follow kare aaur apne site pe zyada se zyada traffic gain kare.