WordPress ka use
Site ko access
Niche
Login Page Refreshing and Redirecting Issue ko resolve karne ke ways
Login Page Refreshing and Redirecting Issue ko resolve karn eke liye niche kuch ways diye gaye hai jiski help se aap apne Login Page Refreshing and Redirecting Issue ko resolve kar sakte hai. Aap niche diye gaye sabhi methods ko try kare aapke inme se koi bhi aapke Login Page Refreshing and Redirecting Issue ki wajah ho sakta hai.
Browser cache aur cookies ko clear kare
WordPress Login authentication ke liye cookies ka use karta hai. Apne browser ke cache aur cookies ko clear kare, iske sath hi is baat ka bhi dhyan rakhe ki aapke browser me cookies enabled ho. Is feature ko Disable karne se aapko login me problem ho sakti hai. Apne browser ko restart kare aur login kare.
Deactivate All Plugins
Is method me hame ye
Plugins ko deactivate
Revert Default theme
Agar upar diya gaya method kaam nahi karta hai to aapke site ke theme me koi issue ho sakta hai. Kabhi kabhi theme upgrade hone ke baad kuch problems create ho jata hai. Ye paata karne ke liye ke problem
WordPess aapke current theme ko default theme me convert kar dega. Aisa karne ke baad login kare agar aap login ho jate hai to iska matlab hai ke aapke theme ki wajah se ye problem create ho rahi thi.
Agar aap default theme ka use kar rahe hai phir bhi theme ko rename kare aur login hone ki koshish kare. Agar aap successfuly login ho jate hai to iska matlab hai ke aapka default theme corrupt ho gya hai. Ek fresh default theme download kare aur apne website pe install kare.
Delete .htaccess File
File ko delete karne ke baad login karne ki koshish kare, agar aap login ho jate hai to iska matlab hai ke aapka .htaccess file aapko login hone rok raha tha. Login hone ke baad aap settings me Permalink pe jaye aur save par click karen, aisa karne se naya .htaccess file generate ho jayega.
Update Site URL
Kuch cases me site URL ki
define('WP_HOME','http://example.com');
define('WP_SITEURL','http://example.com');
Changes
Umeed hai