How to use multiple accounts in Google pay: Google Pay in dino logo ke online payment ka ek popular mode ban gya hai. Is Digital wallet ko hum store payment ke liye use kar sakte hai, online payment ke liye use kar sakte hai, aur apne friends and family ko paise bhi send kar sakte jai.
Google pay se transaction karne ke liye user ko apne account ko UPI se link karne ki zaroorat hoti hai. Agar aap un logon me se hai jinke pass ek se zyada account hai to Google pay aapko multiple account ko link karne ka option de raha hai.
Agar aap bhi pane Google pay me apne ek se zyad account ko link karna chahte hai to aaj is post me hum aapko batayenge “how to use multiple accounts in Google pay.” To aaeye dekhte hai ke hum G oogle pay pe multiple account kaise use kare .
How to use multiple accounts in Google pay
Apne muli[le account ko add karne ke liye aap niche diye gaye step ko follow kar sakte hai. Aap apne dusre account ko hi usi tarh link karenge jis tarah apne naye account ko add karte hai. Aap in accounts ke ssch me easily switch kar sakte hai.
- Google Pay open kare aur top right corner me more (three-dot) ke option pe click kare.
- Setting pe tap kare aur payment option me jaye.
- Payment Method me add bank account pe click kare.
- Ab list se bank name select kare aur card ke last digit aur expiry detail ko add kre.
- App ko apne detail ko verify karne de. uske baad Create UPI ke option ko select kare
- Apne bank se linked number ko sms code se verify kare
- Naye UPI Pin ko enter kare aur Confirm kare
UPI PIN aapke payment/ purchase ko Google pay ke zarye verify karta hai.
Agar aap chahe to Google pay pe apne ek account ko primary account bhi set kar sakte hai. Aapke kisi account ko primary set karne se wo account payment send aur receive karne ke liye default account hoga.
Agar aap apne kisi account ko primary banana chahte hai to aap niche diye gaye steps ko follow kar sakte hai.
- Setting me jaye
- Setting section me “payment methods” me jaye
- Us bank account ko select kare jise aap primary banana chahte hai.
- Ab “Select as primary” ke option ko select kare
Also Read: