Aapke WordPress Website
How to customize wordpress theme
WordPress theme ko customize karne ke liye sab se pahle aapko apne dashboard me Appearance me Theme page pe jana hoga.
Theme page pe aapko Active theme ko locate karna hoga. Aur customize ke option pe click karna hoga.
Next page pe
Theme customization page pe site identity me aap apne site ke tag aur tittle ko change kar sakte hai aur dekh sakte hai ke ye aapke actual site pe kaisa dikhega. Aap Publish button pe click kar ke apne site me kiye gaye changes ko save kar sakte hai.
Is
Umeed hai ke ye article How to customize wordpress theme aapke liye helpful hoga.