Doston Aaj ke waqt me hum sabhi apni saari chizen, important files apne computer, pen drive ya memory card me rakhte hain. Ab aise me hume kayi baar pareshaani ka saamna karna padta hai, kabhi koi file dhokhe se delete ho gya to kabhi koi file corrupt ho gya.. ya kabhi system crashed ho gya. Ab Aise me ye jaana bhot zaroori hai ki Deleted Data Ko Recover Kaise Karen
To chaliye jaante hain Best Free Data Recovery Software ke baare me.
Watch Videos for More Details
EaseUS
Recoverit Free
Android Photo Recovery
Internet ke upar Aapko bhot saare software mil jayenge kuch free to kuch paid. Jaise Ki Recuva or EaseUS ek free Software hai, issme aap Normally Delete ki hui file ko recover kar sakte hain. Lekin isme bhot zyada Option aapko nhi milte hain.
To chaliye jaante hain Best Paid & Free Data Recovery Software ke baare me.
Recoverit Free – Free Data Recovery Software
Recoverit me Aapko Recovery ke bahot saare options mil jayenge, Jaise ki –
– Deleted Files Recovery
– Recycle Bin Recovery
– Formatted Drive Recovery
– Lost Partition Recovery
– External Device Data Recovery
– Virus Attack Data Recovery
– System Crash Recovery
Saath hi aap har trah ke devices se Data ko recover kar sakte hain.
– Hard Drive
– USB Drive
– SD Card
– Memory Card
– Camera
– Camcorder
– SSD and More….
Ye sabhi device “external devices data recovery” ke andar aapko mil jayengi.
Recover Deleted Photos
File Recover karne ke liye Aapko Bas Kuch Simple Steps Follow karne hain.
- Download Recoverit Free – Free Data Recovery Software Click Here
- Install karne ke baad Recoverit Free Open karen.
3. Deleted Files Recovery Option par click karen.
4. Aapka Data ya Photos Jis drive me tha use Mark Karen. or Start par click karen.
Scan ka process start ho jayega. isme thoda time lag sakta hai to aapko bas intezar karna hai.
5. Scan Complete hone ke baad aap photos file ko preview karke dekh sakte hain. Jis file ko bhi recover karna hai use mark kihiye or uske baad Recover par click karen.
6. Aap Agar Recoverit Free version use kar rhe hain to aap sirf 100MB tak ki file hi Recover kar sakte hain. Agar aapko zaroorat hai to aap Other Paid plane le sakte hain. Finally Evaluate par click kijiye
7. Jis Drive me aap Recover photos ko save karna chahte hain us drive ko select kijiye or Recover par click kijiye
And finally Aapka Data aapke system recover hokar save ho jaayega…
Agar Scanning me aapki file nhi aap paati hai to aapko neec he All – Around Recovery ka Option mil jayega jske upar click karke aap Deep Scan kar sakte hain.
To doston ummid hai ki aapko ye Articles pasand aaya hoga. please aap apna feedback comment me zaroor dijiye. Aapka koi sawal hai to wo bhi aap pooch sakter hai.
Aap humare YouTube Channel Billi 4 You ko bhi subscribe kar sakt hain HINDI me videos dekhne ke liye.