Is article ka topic hai Facebook Groups Marketing Kya Hai ? Ise Kaise Karte Hain ? Is website pe aur hmare YouTube channel pe apko Digital Marketing se related bahut se articles aur Videos mil jyenge, Jisse aap Digital Marketing se judi sari information le skate ho.
Facebook Groups Marketing Kya Hai ?
Jab aap Facebook Groups ka use kisi bhi marketing ke purpose se karte hain to use hi Facebook Groups Marketing kehnte hain. Simply Kisi bhi tarh ke marketing me jab Facebook Groups ka use kiya jata hai to use hi Facebook Groups Marketing kaha jata hai.
Ab aap bina ad budget increase kiye huye audience se connet ho skte hain Facebook Groups ko create kar ke usme regularly participate kar ke. Facebook Groups apko mauka deta hai ki free me apne product aur services ke bare me logo tak pahuchane ka.
Facebook Groups Marketing Kaise Kare ?
Aaj ke dine me approx 1.4 billion peoples Facebook group ko use kar rhe hain. Daily thousands gorp se bhi zyada create hote hain. Kya apko ye pata hai ki Ek single Facebook user 6,000 groups me join ho skta hai. To ye hamre business ke liye Facebook Groups Marketing impotent hai to chaliye dekhte hain ki ise kaise karne?
1. Set Your Goal :
Kuchh bhi karne se pahle apne Facebook group ke liye ek goal set krenge. Facebook group ko shuru karane aur banae rakhane ke liye aap kya karana chaahate hain? Aapke brand ko kaise benefit hoga? Funnel concept ke through se is baare men sochen :
- Brand Awareness: Kya aap un logon ko attract karane ki koshish kar rahe hain jo aapake brand ya aapke according provide kiye gye products ke bare me nhi jante hain.
- Consideration: Kya aap un logon ko attract karane ki koshish kar rahe hain jo aapake brand ya aapke according provide kiye gye products ke bare me jante to hain pad dusre step ke liye convert nhi huye hain avtak.
- Advocacy: Kya aap un logon ko attract karane ki koshish kar rahe hain jo aapake pahle se hi customers hain aur aap unke sath apne procut ke bare me zyada baat krna chahte ho, Ya unke doston ko bhi apke product me interested banana chate ho.
2. Provide Real Value :
Apke Facebook Group ke members kaise benefits payenge ? Vo apko Join karna kiyun chahenge ? Jabtak aapke paas in sawalo ka jawab nhi hoga tab aap dusron ko kaise apne group me add kar pyenge.
- Apne brand ke suport ke liye apko ek specific topic choose karna hoga.
- Exclusive deals ya reveals ka update aap de skte ho.
- Influence Q&A’s
- Sath hi Exclusive video content bhi daal skte ho.
3. It’s Not a Sales Forum :
Apko yaad rahe ki apka Facebook Group sales ke liye nhi hai. Apka Facebook Group ekdusre se questions aur communicate krne ke liye hai. Isaka matalab ye nhi hai ki aap kabhi bhi apane Facebook Group mein khud ko promote nahin kar sakate hai. Isko aap is tarh se karen :
- Conversational
- Apne product ke benefits ko clearly aur casually serves karen.
- Logo ke pain ko dhayan me rakhte huye unko suitable offer ya help ke liye offer kijye.
- Kisi bhi tarh ka pressure nhi dijiye.
04. Let Them Talk:
Apko apne group ke har conversation me involved nhi hona hai. Logo ko topics pe discuss karne dena hai, Agr conversation strong ho jati hai aur koai solution nhi milta ya answer nhi milta to apko immediately answer karna hail.
05. Offer Exclusive Rewards:
Groups me prizes ki baat karni hai, Monthly giveaway aur discount code ko apne Facebook Group me share krna hai. Isse apka engagement badhega aur log extra incentive ke liye log apse judna chahenge.
06. Build Online and Offline Events:
Offline events aur awareness ke liye apne facebook group ko use kren, Aap group me weekly ya monthly kisi topic pe conversations kar skte hain taki group me engagement aur interest bana rhe.
07. Pin a Post:
Apne kisi post ko Facebook gorp me pin karen taki new aur old member apke guidelines, important links se aware ho jaye, Jab aap apne post ko pin krenge to uske aur bhi kai fayede hain jaise ki :
- Ye members ka welcome karta hai.
- Ye external resources ko links krta hai.
08. Encourage Members to Engage:
Agr aap ek successful group chahte ho apne group ke liye to apko apne group me us content ko post krna hoga jise apke group members zyada pasnd kren aur zyada engage rhe. Jaise ki :
- Challenges: Group ke andr Challenges bhut popular activity hai, Apne group ke liye koai Challenges design kijye aur logo use join krne ke liye invite kijye.
- Tutorials : Yeto ek great way hai apne business ke establishing ka, Har week ek tutorial video post kijye.
- Polls: Apne group me aap poll create kar skte hain different different tops ke liye, For Example : group vote poll, Next blog title poll, next month content poll.
Facebook Groups Marketing ek powerful way ho sakta hai apke expertise ko establish, community ko engaged aur new customers, peers ko create krne me. To ye thi Facebook Groups Marketing ki details, agar aap Digital Marketing se related video dekhna chahte ho to aap niche diye gye video ko dekh skte ho.
To Doston bas itnahi, Ummid hai aapko ye article ( Facebook Groups Marketing Kya Hai ) informative laga hoga. Agar aapka koi swaaal hai to aap humse comment section me pooch sakte hain. Apke liye ye ( Digital Marketing in Hindi ) course design kiya gya hai, Is Website pe apko Digital Marketing Complete Course Hindi me mil jyega, Agr aap Digital Marketing se related videos dekhna chahte hain to aap hmare YouTube Channel par bhi visit kar sakte hain.
Also Read:
- Digital Marketing Introduction
- Digital Marketing System
- Define Your Business & Target Audience.
- Digital Marketing Branding Kya hai aur ye kiyun zaruri hai ?