Social Media pe kabhi bhi kuchh bhi viral ho skata hai, Jaisa ki aajkal viral hai Faceapp, Ye launch to 2017 me huaa tha lekin viral ab huaa hai, is Faceapp me log apne photo ko upload kar ke ye dekhte skte hain ki ane wale time me vo kaise dikhnge, is Faceapp se aap 50 saal age tak ka dekh skte hain apna face look, itna hi nhi balke is aap se aap apne chehre pe smile aur apne baal aur dari ka rang bhi change kr skte hai.
Lekin ab sawal ye hai ki Kya Faceapp use karna apke liye ho skata hai kharnak ? Aise aur bhi sawal hai jaise ki – Kaya Faceapp safe hai ya nhi ? Kitna khatrnaak ho sakta hai Faceapp ? Faceapp se ho skta hai apke data ko khatra ! Faceapp use kren ya nhi ? Ye sare sawal to apke man me aa hi rahe honge !
To ab apko hum Faceapp ke bare me har kuchh btayenge, Aap is Articke ( FaceApp se khatra kiyu hai ? ) Ko pura dhayan se padhiye, apko is Faceapp ke bare me sabkuchh pata chal jyega.
Is Article me janenge ki :
- Kaya hai Faceapp aur kaise kaam karta hai ye ?
- Artificial Intelligence Kya hai ?
- FaceApp se khatra kiyun hai ?
- Faceapp Viral ke bare me janenge !
- Faceaap kitna safe hai ?
- Faceapp Account Delete kar den to kya hoga ?
Kaya hai Faceapp aur kaise kaam karta hai ye ?
Jaisa ke maine pahle bhi btaya hai ki Faceapp ko use kar ke aap 50 saal baad kaise dikhnge ye pata laga skte hain, Iske sath hi isme aur bhi feature hai like smile ko add krna, dadhi aur sir ke baal ka colour bhi badla ja skta hai is Faceaap. Yesb karne ke liye Faceapp Artificial Intelligence ka use karta hai.
Artificial Intelligence Kya hai ?
Agr short me kahun to Artificial Intelligence ya Artificial Intelligence Computer vo chiz hai jo insan ke tarh sochne aur samjhne ki ability ko kehte hain. World Wide me ispar kaam chal rha hai, Facial Recognition yani ke chehre ko pahchanne ki khubi bhi isi Artificial Intelligence ka hissa hai. Jo ki indino Mobile se lekr Airpot pe bhi use kiya ja rha hai.
FaceApp se khatra kiyun hai ?
Duniya ke kai countries me police criminals ko pakrne ke liye is Facial Recognition ka use kar rhi hai, aur is Facial Recognition ko mazbut banane ke liye zyada se zyada data ki zarurat hai, Aur FaceApp jaise companys pictures ka aisa hi data logon me baat me rhi hai, Kaha ja rha hia ki hmara face se related data agr hmarai sarkar tak limit rhe tab to thik hai mgr ye kisi private companies ko dena desh aur apke liye bhi khatarnak sabit ho skta hai, Isliye Faceapp ke data collect krne se ise lekr Concern Express kiya ja rha hai.
Jane Faceapp Viral ke bare me !
Agr faceapp online kitna Famous hai iske bare me baat krun to ye :
- 100 million se zyada baar Google Play Store se download ho chuka hai.
- 121 countries me Apple App Store me ye first number pe hai.
- 12.5 lakh posts Instagram pe hain jo is aap se linked hain.
- Har ghante 22 thousand tweets ho rhe hain jo is app se jude hain.
Faceaap kitna safe hai ?
Faceapp us sari photo ko apne paas rakh skta hai aur unka apni marzi se use kar skta hai jo apke according upload ki gyi hai, Usme apka photo album bhi sync ho jata hai, Aur faceapp ye pahle hi batata hai ki apki upload aur badlati huai photo ko vo apne Server pe rakhega. Aur jab aap ise allow kr rhe hain to company apke photo ka Commercial use kar skti hai, aur aap use ye krne ka allow pahle hi de chuke hain. to ab aaphi sochiye ki ye kitna safe hai apke liye.
Faceapp Term and Condition me ye saaf saaf express kiya ja rha hai ki apne jo picture upload ki hai dusre desh ke sath share kar skta hai, aur sath hi ye b kaha ja rha ki Faceapp ki Security puri tarh se sure nhi hai, Ye apke device ki model, EMI number, Location, jaise information third party ke sath share kar skta hai.
Jo ki kisi bhi galat hatho me pad skta hai, aur yesb information ka vo miss use kar skta hai, jo apke according uloade huai hai, aur agt apne facebook ke zariye ise login kiya hai to ye apke email id aur content ko access kar leta hai.
Faceapp Account Delete kar den to kya hoga ?
FaceApp ke terms & service ke according aap unhe apni photo data ko world wide license de rhe hain, Agr Faceapp ya faceapp ka ek hissa diya jata hai to jo buyer honge unke paas apki sari photo aur information ja sakti hai.
Agr aap Faceapp Account Delete kar dete hain to bhi Faceapp ko apki sari information apne paas rakhne ki izazat hai, aur ye app bhit problem kar skta hai qki ye ek Russian company ka hai aur iska jo office hai vo US me hai, To agr ye data ka missuse krega to aapke liye koai legal action lena difficult hoga.
Isi tarah ki aur bhi information ke liye aap hamare website ko subscribe kare aur har naye aane wale post se updated rahe.
Also Read :
- Android Mobile Ko Secure Kaise Rakhe – Hindi ?
- Top 5 most useful Apps This Week
- Best Money Making App
- Android Device Pe File aur Folder ko kaise hide kare
- Truthify App Video देखते वक़्त आपके Emotions को करेगा Detect