Aaj is post me hum aapko ek aisi chiz ke bare me batane ja rahe hai jiska har blogger ko pata hona chahye. Aaj hum aapko is post me batane wale hai how to make website mobile friendly.
Apne post ko mobile friendly banana visitor point of view
Hamre site ka mobile friendly hona SEO ka ek important aspect hai. Agar hamara blog mobile friendly nahi hai to hum search engine pe high rank gain nahi kar sakte hai.
To
How to make a website mobile friendly
Ek responsive website
Agar aapki website ya blog WordPress pe bana hai to iske bahut kam chances hia ke aapki site mobile friendly na ho, kyu ki WordPress ke rock-solid platform ke liye bane sabhi theme mobile- friendly hote hai.
Lekin aisa ho sakta hai ke aapki website ksi wajah se mobile friendly na ho ya phir wo kisi dusre platform pe bani ho. Agar aapki website mobile friendly nahi hai to aap yahan pe diye gaye methods ka use kare aur apne website ko mobile-friendly banaye.
Niche website ko mobile-friendly banane ke methods me se aap kisi bhi method ko choose kar sakte hai jo aapko lage ke aapke liye best hai.
1. Mobile Friendly Theme choose kijye
Kisi
WordPress
2. Plugins ka use kar ke
Agar aapki website WordPress par hai to aap apni site ko plugin ki help se bhi mobile-friendly bana sakte hai. Aapko bus aise plugin ko choose karna hai jo aapki website ko mobile- friendly banane me help kare.
WordPress website ke liye niche kuch plugin diye gaye hai jiski help se aap apne blog ko mobile- friendly bana sakte hai.
3. Agar aapka website WordPress par na ho to
Agar aapki website wordpress pe nahi hai, aur aapne apni website ko kisi developer se banwaya ho to aapko apni website ko mobile friendly banane ke liye developer se hi contact akrna hoga. Ya phir aap wordpress pe bhi shift kar sakte hai.
umeed hai ye article How to make a website mobile friendly