Android app banana aaj ke waqt me bhot zyada mushkil kaam nhi hai, agar aapke man me ye sawal hai ki Android App Kaise Banaye bagair coding and technical knowledge ke to to chaliye jaante hain bagair coding ke android app banane ka trika.
Step by Step Process ke liye Video Dekhen : Android App Kaise Banaye
Doston Without coding android app bnane ke kayi saare trike or platform hai, lekin in sab me Appy Pie sabse popular or old platform hai. Appy Pie ki madad se aap android/ios app badi hi aasani se bana sakte hain.
Appy Pie se app bnane ke liye bas aapko 3 steps follow karne hote hain.
- Select an app design
- Add the features you need
- Publish your app on Google Play
Sabse pahle aapko App ka name daalna hai, App create karne ka Purpose. Next aapko login karna hoga.
1. Select an App Design
Aapko Design customisation me pre-build design mil jayenge. jinhen aap select karne ke baad fully customize kar sakte hain.
2. Add the Feature
App me features add karne ke loiye aapko kafi saare option mil jayenge. aapko bas us option ko add karna hai or uske baad use customise karna hai.
3. Publishe Your App On Google Play
Finally jab aapka app ready ho jaye to aap use google play ke upar published kar sakte hain. aap test ke liye apk download bhi kar sakte hain. ab yahan par main aapko bata doon ki ye service free nhi hai. iske liye aapko monthly ya early pay karna padega.
Lifetime Free App
Guys agar aap AppyPie ko monthly ya early pay nhi karna chahte to aap one time App buy kar sakte hain Envato Market se, Envato Market ke upar aapko bhot saare app ke source code mil jayenge, wahan se aap source code buy karke use customize karke playstore par daal sakte hain.
Envato Market ke upar bas aapko one time pay karna hoga, life time aapko update milega, aap use jitni baar chahe customize karke update kar sakte hain. App ka life time price $10 ( 700 Rupee ) $100 hota hai. Zyad Details ke liye Video Dekhen