On-Page and Off-Page optimization techniques: Kisi bhi blogger ka blog likhne ka motive hota hai ke uske blog zyada se zyada log tak pahnche. Blog ka content aap chahe kitna bhi accha kyu na likh de lekin agar use parhne wala koi nahi ho to uske acha hone ka koi fayda nahi hai. Is liye apne blog ke reach ko barhane ke liye hame apne Blog ka SEO karna parta hai taki hamara blog search engine me top pe aa sake aur zyada se zyada log use parh sake.
Apne blog ya site ko optimize karne ke liye hum 2 tarah ki technique ka use karte hai, onpage and offpage optimization techniques.
On-page SEO technique
On-page SEO optimization
1. Keywords
2. Descriptions
3. Title tags
4. H1 tags
5. Keyword density
6. Keyword placement
Use LSI keywords
Apne blog
Aise Keyword
LSIGraph ek LSI keyword tool hai jiski help se aap apne main keyword ke LSI keyword ko find kar sakte hai.
Keyword density & placement
Apke blog me keyword placement aur density bahut importance rakhta hai. Hamara keywords title, tags,
Apne blog ke URL me keyword use karna na bhoole. Apne URL ko is tarah customize kare ke usme primary aur secondary dono keyword aa jaye. Apne image ke Alt tag me keyword ka use kare taki aapki image image search me appear ho.
Off-page SEO technique
Apne blog ko search engine me high ranking pane ke liye aapko On-page SEO technique ke baad Off-page SEO technique ko bhi employ karna chahye. Off-page SEO me inbound link create karna aur dusri site ko apni site se link karna shamil hai. Backlink karte waqt is baat ka dhyan rakhe ki Jis site pe aap apni site ka link daal rahe hai wo high rank aur aapki site se related hona chahye.
Quality Content
Kisi
In On-Page and Off-Page optimization techniques ko follwo kare aur apne blog ko search engine pe high rank kare