WordPress vs Blogger: Blogging ki baat ki jaye to hamare pass blog start karne ke bahut se options hai jinme se hum kisi ko bhi select kar sakte hai. Lekin jub hum blog start karne ka sochte hai to sab se pahla khyal ye aata hai ke hum apna blog kahan pe start kare. Blogging ke liye WordPress aur Blogger bahut famous hai. lekin in dono me hame kis ka selection karna chahye beginners ke liye ye bahut hi confusing hai. Is post me hum aapko yahi batane wale hai ke WordPress aur Blogger me aap kis ka selection kare.
WordPress vs Blogger- Behtar kaun?
Jub
Why and Why Not Blogger?
Blogger platform beginners ke liye ek best option hai. Agar aap abhi blogging ki field me naye hai aur aapko technical knowledge nahi hai aur aap apne blog pe paise spend karna nahi chah rahe hai to aapke liye blogger ek best option hai.
In benefits ke sath sath bloggers ke functionalities aur SEO benefits ke term me bahut se limitations hai. Agar aapko zero expense ke sath blog start karne ke liye ek platform ki zaroorat hai to blogger ek right option hai.
Lekin agar aap Blogging paise ke liye khud ki branding ya authority ke liye kar rahe hai to Blogspot aapke liye ek ideal choice nahi hai. Blogger me aapke blog me add karne ke liye limited features available hai. SEO optimization me bhi Blogger me bahut se kamiyan hai jo WordPress ko is se behtar banata hai.
Agar
Why and Why Not WordPress?
WordPress
WordPress me
WordPress pe agar
Agar