How to hide last name on LinkedIn: Linked in par apne last name ko hide karne ke kayi reasons ho skate hai. Bhale hi ye Platform Professionals connection banane aur manage karne ke liye hai lekin kuch aise log bhi hai jo apni Privacy ko maintain rakhna chahte hai aur apni chizon ko apne connection ke sath hi share karna chahte hai.
Dusre kayi measures ke sath apne privacy ko maintain rakhne ke liye aap apne last name ko bhi hide kar sakte hai. To jo log aapse connected nahi hai wo aapke poore naam ko nahi dekh sakte hai. Agar aap bhi mahsoos karte hai ke aapko apne last name ko LinkedIn pe bhi hide karna hai to aap yahan pe di gayi Guide ko follow kar sakte hai.
- LinkedIn me Log in karen aur Profile icon pe click kare
- Niche aayen aur Setting and Privacy ke option ko select karen
- Setting page ke Top pe Privacy pe clcik karen
- Niche scroll karen yaahan pe aapko ‘Who can see my last name’ ka option dikhega
- ‘Who can see my last name’ pe click karen ya phir aap Setting change ke option pe click kar sakte hai
- Yahan pe aapko do option dikhega, jisme se ek aapka poora naam hoga aur dusra aapke
- last name ka pahla letter dikahyega ya Abbreviated naam dikhayega.
- Last name ke first letter wale option ko select karen ye Automatically save ho jayega.
Also Read: ऑपरेटिंग सिस्टम में Interrupt क्या है
कृपया वर्डप्रेस वीडियो ट्यूटोरियल्स के लिए हमारे YouTube Channel को Subscribe करें। आप हमें Twitter और Facebook पर भी फॉलो कर सकते हैं।